Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

badle na kyon hayat bhi din-raat ki tarah

Anjum Fauqi Badayuni

badle na kyon hayat bhi din-raat ki tarah

Anjum Fauqi Badayuni

MORE BYAnjum Fauqi Badayuni

    badle na kyoñ hayāt bhī din-rāt tarah

    ham kab hudūd-e-zāt meñ haiñ zaat tarah

    tum muntashir nahīñ ho ḳhayālāt tarah

    achchhā to mujh se baat karo baat tarah

    tanhā.iyoñ ke naaz hamīñ se na uTh sake

    mahkī thī raat aaj bhī kal raat tarah

    badle na kyon hayat bhi din-raat ki tarah

    hum kab hudud-e-zat mein hain zat ki tarah

    tum muntashir nahin ho KHayalat ki tarah

    achchha to mujh se baat karo baat ki tarah

    tanhaiyon ke naz hamin se na uTh sake

    mahki thi raat aaj bhi kal raat ki tarah

    Source:

    Mehr-o-Mah (Pg. 43)

    • Author: Anjum Fauqi Badayuni
      • Publisher: Idara-e-Fauq-ul-Adab, Pakistan
      • Year of Publication: 1980
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now