Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bahr mein tum mile hum mile jis jagah

Tabassum Zia

bahr mein tum mile hum mile jis jagah

Tabassum Zia

MORE BYTabassum Zia

    bahr meñ tum mile ham mile jis jagah

    nāḳhudā kyā milā ġham mile jis jagah

    le chalo duur is shahr se dosto

    dard mujh ko zarā kam mile jis jagah

    jaan kah kar pukārā thā us ne jahāñ

    hoñT ik duuje meñ zam mile jis jagah

    chhoTā bachcha thā kheltā bārāñ meñ

    ham sanam aañsū meñ nam mile jis jagah

    bahr mein tum mile hum mile jis jagah

    naKHuda kya mila gham mile jis jagah

    le chalo dur is shahr se dosto

    dard mujh ko zara kam mile jis jagah

    jaan kah kar pukara tha us ne jahan

    honT ek duje mein zam mile jis jagah

    chhoTa sa bachcha tha khelta baran mein

    hum sanam aansu mein nam mile jis jagah

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now