Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bahut dinon se nazar mein hai yar ki surat

Mohammad Ali Taj

bahut dinon se nazar mein hai yar ki surat

Mohammad Ali Taj

MORE BYMohammad Ali Taj

    bahut dinoñ se nazar meñ hai yaar sūrat

    ġham-e-zamāna se lekin farār sūrat

    nazar to aa.e kahīñ se bahār sūrat

    nikāliye to koī e'tibār sūrat

    khulā huā hai dar-e-mai-kadā diloñ tarah

    mahak rahī hai fazā zulf-e-yār sūrat

    hazār marhala-e-zīst sāmne aa.e

    badal badal ke tamanna-e-yār sūrat

    bahut dinon se nazar mein hai yar ki surat

    gham-e-zamana se lekin farar ki surat

    nazar to aae kahin se bahaar ki surat

    nikaliye to koi e'tibar ki surat

    khula hua hai dar-e-mai-kada dilon ki tarah

    mahak rahi hai faza zulf-e-yar ki surat

    hazar marhala-e-zist samne aae

    badal badal ke tamanna-e-yar ki surat

    Source:

    Kheema-e-Gul (Pg. 34)

    • Author: Mohammad Ali Taj
      • Publisher: Maktaba-e-Afkar, Bhopal
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now