Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

barson ka shanasa bhi shanasa nahin lagta

Sulaiman Jazib

barson ka shanasa bhi shanasa nahin lagta

Sulaiman Jazib

MORE BYSulaiman Jazib

    barsoñ shanāsā bhī shanāsā nahīñ lagtā

    kuchh bhī dam-e-hijrāñ mujhe achchhā nahīñ lagtā

    kar luuñ maiñ yaqīñ kaise ki badla nahīñ kuchh bhī

    lahja agar aap lahja nahīñ lagtā

    ik tere na hone se huā haal ye dil

    bastī meñ koī shaḳhs bhī apnā nahīñ lagtā

    kāġhaz se vo mānūs ḳhushbū nahīñ aa.ī

    ye ḳhat bhī tire haath likkhā nahīñ lagtā

    āñkhoñ meñ mirī is liye 'jāzib' ye namī hai

    sūkhā huā dariyā mujhe achchhā nahīñ lagtā

    barson ka shanasa bhi shanasa nahin lagta

    kuchh bhi dam-e-hijran mujhe achchha nahin lagta

    kar lun main yaqin kaise ki badla nahin kuchh bhi

    lahja hi agar aap ka lahja nahin lagta

    ek tere na hone se hua haal ye dil ka

    basti mein koi shaKHs bhi apna nahin lagta

    kaghaz se wo manus si KHushbu nahin aai

    ye KHat bhi tere hath ka likkha nahin lagta

    aankhon mein meri is liye 'jazib' ye nami hai

    sukha hua dariya mujhe achchha nahin lagta

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now