Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

barson tap-e-alam ke shoalon mein tapa hun

Sahil Manakpuri

barson tap-e-alam ke shoalon mein tapa hun

Sahil Manakpuri

MORE BYSahil Manakpuri

    barsoñ tap-e-ālām ke sho.aloñ meñ tapā huuñ

    jab ke maiñ ḳhurshīd-e-jahāñ-tāb banā huuñ

    kal jāda-e-hastī maiñ ḳhud rāh-numā thā

    aaj apnī hastī pata pūchh rahā huuñ

    kal tak thā ziyā-bār tumheñ yaad to hogā

    ye maan liyā aaj maiñ bujhtā diyā huuñ

    hairat hai ye baat ki tanvīr-e-sahar meñ

    maiñ aaj sitāroñ tarah Duub rahā huuñ

    duniyā haqīqat ko vo samjhegā bhalā kyā

    jis ko nahīñ mā'lūm ki maiñ kaun huuñ kyā huuñ

    barson tap-e-alam ke shoalon mein tapa hun

    jab ja ke main KHurshid-e-jahan-tab bana hun

    kal jada-e-hasti ka main KHud rah-numa tha

    aaj apni hi hasti ka pata puchh raha hun

    kal tak tha ziya-bar tumhein yaad to hoga

    ye man liya aaj main bujhta sa diya hun

    hairat ki hai ye baat ki tanwir-e-sahar mein

    main aaj sitaron ki tarah Dub raha hun

    duniya ki haqiqat ko wo samjhega bhala kya

    jis ko nahin ma'lum ki main kaun hun kya hun

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now