Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bas qunuti bhi nahin main aur rajai bhi nahin

Rao Mohammad Umar

bas qunuti bhi nahin main aur rajai bhi nahin

Rao Mohammad Umar

MORE BYRao Mohammad Umar

    bas qunūtī bhī nahīñ maiñ aur rajā.ī bhī nahīñ

    jo nahīñ huuñ tujh ko vo sūrat dikhā.ī bhī nahīñ

    ek arsa ho gayā lab par dharī thī ik ġhazal

    us ne pūchhā bhī nahīñ maiñ ne sunā.ī bhī nahīñ

    ham ne tere zauq ḳhātir kiyā ḳhud ko tabāh

    ḳhuun bhī thūkā bahut shohrat kamā.ī bhī nahīñ

    jānte the adl-e-hākim haqīqat is liye

    na koī zanjīr khīñchī duhā.ī bhī nahīñ

    kyā kahūñ ai hosh-manda be-ḳhudī lazzateñ

    is to nemul-badal saarī ḳhudā.ī bhī nahīñ

    bas qunuti bhi nahin main aur rajai bhi nahin

    jo nahin hun tujh ko wo surat dikhai bhi nahin

    ek arsa ho gaya lab par dhari thi ek ghazal

    us ne puchha bhi nahin main ne sunai bhi nahin

    hum ne tere zauq ki KHatir kiya KHud ko tabah

    KHun bhi thuka bahut shohrat kamai bhi nahin

    jaante the adl-e-hakim ki haqiqat is liye

    na koi zanjir khinchi di duhai bhi nahin

    kya kahun ai hosh-manda be-KHudi ki lazzaten

    is ka to nemul-badal sari KHudai bhi nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now