Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bayaban marg hai majnun-e-KHak-aluda-tan kis ka

Shah Naseer

bayaban marg hai majnun-e-KHak-aluda-tan kis ka

Shah Naseer

MORE BYShah Naseer

    bayābāñ marg hai majnūn-e-ḳhāk-ālūda-tan kis

    siye hai sozan-e-ḳhār-e-muġhīlāñ kafan kis

    ba-gard-e-kārvāñ dil juuñ jaras hai na.ara-zan kis

    azīzo kam huā hai yūsuf-e-gul-pairahan kis

    paḌā rahne de ab hai tujh ko fikr-e-ġhusl-e-tan kis

    shahīd-e-nāz huuñ terā lahad kis kafan kis

    bayaban marg hai majnun-e-KHak-aluda-tan kis ka

    siye hai sozan-e-KHar-e-mughilan tu kafan kis ka

    ba-gard-e-karwan dil jun jaras hai nara-zan kis ka

    azizo kam hua hai yusuf-e-gul-pairahan kis ka

    paDa rahne de ab hai tujh ko fikr-e-ghusl-e-tan kis ka

    shahid-e-naz hun tera lahad kis ki kafan kis ka

    Source:

    Kulliyat-e-Shah Nasiir (part-1) (Pg. 255)

    • Author: Shah Naseer
      • Edition: 1971
      • Publisher: Majlis-e-Taraqqi-e-Adab, Lahore
      • Year of Publication: 1971
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now