Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bayan-e-dard ko kis husn se tamam kiya

Nudrat Kanpuri

bayan-e-dard ko kis husn se tamam kiya

Nudrat Kanpuri

MORE BYNudrat Kanpuri

    bayān-e-dard ko kis husn se tamām kiyā

    mirī zabāñ se ziyāda nazar ne kaam kiyā

    us āstāñ pe bashar kyā malā.ika haiñ nisār

    mirī jabīñ ne jise sajda-gāh-e-ām kiyā

    talāsh-e-dost ik amr-e-muhāl thā lekin

    ye vāqi.a hai ki zauq-e-amal ne kaam kiyā

    unheñ dilā ke taġhāful-shi.āriyoñ qasam

    ik āh-e-sard bharī aur gila tamām kiyā

    bayan-e-dard ko kis husn se tamam kiya

    meri zaban se ziyaada nazar ne kaam kiya

    us aastan pe bashar kya malaika hain nisar

    meri jabin ne jise sajda-gah-e-am kiya

    talash-e-dost ek amr-e-muhaal tha lekin

    ye waqia hai ki zauq-e-amal ne kaam kiya

    unhen dila ke taghaful-shiariyon ki qasam

    ek aah-e-sard bhari aur gila tamam kiya

    Source:

    Mauj-e-Rang (Pg. 37)

    • Author: Nudrat Kanpuri
      • Publisher: United India Press, Lucknow
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now