Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

be-ab-o-be-gyah hua usko chhoD kar

Shakeeb Ayaz

be-ab-o-be-gyah hua usko chhoD kar

Shakeeb Ayaz

MORE BYShakeeb Ayaz

    be-āb-o-be-gyāh huā us ko chhoḌ kar

    kaise bujhā.ūñ pyaas maiñ patthar nichoḌ kar

    vo bhī ajiib shaam thī jin sā.atoñ ke beach

    maiñ bhī bikhar bikhar gayā shīshe ko toḌ kar

    maiñ ghar gayā huuñ rañg-e-saped-o-siyāh meñ

    vo ḳhush hai za.afrān ik shāḳh toḌ kar

    kuchh aur tez ho ga.ī andar raushnī

    ik pal bhī mil sakā na sukūñ aañkh phoḌ kar

    ab tak to sher-goī pe qaane rahā magar

    bhī 'shakeb' ayaaz koī toḌ-joḌ kar

    be-ab-o-be-gyah hua us ko chhoD kar

    kaise bujhaun pyas main patthar nichoD kar

    wo bhi ajib sham thi jin saaton ke beach

    main bhi bikhar bikhar gaya shishe ko toD kar

    main ghar gaya hun rang-e-saped-o-siyah mein

    wo KHush hai zafran ki ek shaKH toD kar

    kuchh aur tez ho gai andar ki raushni

    ek pal bhi mil saka na sukun aankh phoD kar

    ab tak to sher-goi pe qane raha magar

    tu bhi 'shakeb' ayaz koi toD-joD kar

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 683)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now