Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

be-asar be-samar tera milna

Hameed Gauhar

be-asar be-samar tera milna

Hameed Gauhar

MORE BYHameed Gauhar

    be-asar be-samar tirā milnā

    sirf tasvīr-bhar tirā milnā

    aa ga.iiñ darmiyān sañgīneñ

    ho gayā mo'atabar tirā milnā

    machhliyāñ haath meñ nahīñ ruktīñ

    muḳhtalif hai magar tirā milnā

    shahr battiyāñ na gul kar de

    raat pichhle pahar tirā milnā

    manziloñ surāġh ho jaise

    aaj is moḌ par tirā milnā

    be-asar be-samar tera milna

    sirf taswir-bhar tera milna

    aa gain darmiyan sanginen

    ho gaya mo'atabar tera milna

    machhliyan hath mein nahin ruktin

    muKHtalif hai magar tera milna

    shahr ki battiyan na gul kar de

    raat pichhle pahar tera milna

    manzilon ka suragh ho jaise

    aaj is moD par tera milna

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now