Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

be-ruKHi ne uski kaisa ye ishaara kar diya

Bubbles Hora Saba

be-ruKHi ne uski kaisa ye ishaara kar diya

Bubbles Hora Saba

MORE BYBubbles Hora Saba

    be-ruḳhī ne us kaisā ye ishārā kar diyā

    vaqt se pahle qayāmat nazārā kar diyā

    laakh kahne par bhī us ne ruḳh pe rakkhā thā naqāb

    ik jhalak aarzū ko nāgavārā kar diyā

    chal paḌe dāman jhaTak kar ham ko pīchhe chhoḌ kar

    tanhā āġhāz-e-safar par kyuuñ dobāra kar diyā

    ḳhud lau ummīd us ne jagā.ī aur phir

    toḌ kar ummīd ḳhud be-kināra kar diyā

    kaisī bedardī se toḌā us ne naata pyaar

    kyuuñ jahāñ meñ phir 'sabā' ko be-sahārā kar diyā

    be-ruKHi ne us ki kaisa ye ishaara kar diya

    waqt se pahle qayamat ka nazara kar diya

    lakh kahne par bhi us ne ruKH pe rakkha tha naqab

    ek jhalak ki aarzu ko nagawara kar diya

    chal paDe daman jhaTak kar hum ko pichhe chhoD kar

    tanha aaghaz-e-safar par kyun dobara kar diya

    KHud hi lau ummid ki us ne jagai aur phir

    toD kar ummid KHud hi be-kinara kar diya

    kaisi bedardi se toDa us ne nata pyar ka

    kyun jahan mein phir 'saba' ko be-sahaara kar diya

    Source:

    Takhaiyyul (Pg. 35)

    • Author: Bubbles Hora Saba
      • Publisher: Arshia Graphic
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now