Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bhula hua ulfat ka sabaq yaad karen hum

Abdul Majeed Khan Majeed

bhula hua ulfat ka sabaq yaad karen hum

Abdul Majeed Khan Majeed

MORE BYAbdul Majeed Khan Majeed

    bhūlā huā ulfat sabaq yaad kareñ ham

    is ujḌe chaman ko chalo ābād kareñ ham

    ye ḳhuun meñ Duube hue barbādī ke qisse

    tārīḳh se ab ḳhatm ye rūdād kareñ ham

    maazī ke fasāne haiñ mazāhib ke ye jhagḌe

    in bātoñ meñ kyoñ vaqt ko barbād kareñ ham

    logoñ taraqqī nayā rāsta DhūñDeñ

    barbādī sāmān kyoñ ījād kareñ ham

    ai mere ḳhudā bachā arz-e-vatan ko

    ab ke kahāñ shikva-e-bedād kareñ ham

    bhula hua ulfat ka sabaq yaad karen hum

    is ujDe chaman ko chalo aabaad karen hum

    ye KHun mein Dube hue barbaadi ke qisse

    tariKH se ab KHatm ye rudad karen hum

    mazi ke fasane hain mazahib ke ye jhagDe

    in baaton mein kyon waqt ko barbaad karen hum

    logon ki taraqqi ka naya rasta DhunDen

    barbaadi ka saman kyon ijad karen hum

    ai mere KHuda tu hi bacha arz-e-watan ko

    ab ja ke kahan shikwa-e-bedad karen hum

    Source:

    (Pg. 111)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now