Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bin tumhaare zindagi ye zindagi hai hi nahin

Shruti Chaya

bin tumhaare zindagi ye zindagi hai hi nahin

Shruti Chaya

MORE BYShruti Chaya

  bin tumhāre zindagī ye zindagī hai nahīñ

  is se baḌh kar ishq meñ bechārgī hai nahīñ

  laḌkhaḌāte ye qadam gar tum talak pahuñche nahīñ

  āshiqī meñ phir mirī dīvāngī hai nahīñ

  aap sañvre aur saje yuuñ aa.ine ke sāmne

  aap ke jaisī kisī meñ sādgī hai nahīñ

  sāmne hote hue bhī aap nazreñ pher leñ

  is se baḌh kar ishq meñ nārāzgī hai nahīñ

  umr-bhar ke vāste ik dūsre ke ho ga.e

  is se zyāda ishq pākīzgī hai nahīñ

  bin tumhaare zindagi ye zindagi hai hi nahin

  is se baDh kar ishq mein bechaargi hai hi nahin

  laDkhaDate ye qadam gar tum talak pahunche nahin

  aashiqi mein phir meri diwangi hai hi nahin

  aap sanwre aur saje yun aaine ke samne

  aap ke jaisi kisi mein sadgi hai hi nahin

  samne hote hue bhi aap nazren pher len

  is se baDh kar ishq mein naraazgi hai hi nahin

  umr-bhar ke waste ek dusre ke ho gae

  is se zyaada ishq ki pakizgi hai hi nahin

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now