Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bina manzil ke raston ka safar apna raha hai

Umood Abrar Ahmad

bina manzil ke raston ka safar apna raha hai

Umood Abrar Ahmad

MORE BYUmood Abrar Ahmad

    binā manzil ke rastoñ safar apnā rahā hai

    mire dil meñ vo yak-tarfa mohabbat rahā hai

    nahīñ ye jāntā nādāniyāñ apnī haiñ us

    baḌā bechain dil hai jo us par aa rahā hai

    nahīñ ruktā hai roke se baḌā mā'sūm dil hai

    use apnā banāne par tulā rahā hai

    ġham-e-furqat andāza lagā saktā nahīñ vo

    taġhāful meñ ka.ī maujoñ se jo Takrā rahā hai

    ki jab dekhā zamāne meñ 'ajab 'ālam ye dekhā

    jise dekhā vo hasrat meñ marā rahā hai

    bina manzil ke raston ka safar apna raha hai

    mere dil mein wo yak-tarfa mohabbat la raha hai

    nahin ye jaanta nadaniyan apni hain us ki

    baDa bechain sa dil hai jo us par aa raha hai

    nahin rukta hai roke se baDa ma'sum dil hai

    use apna banane par tula hi ja raha hai

    gham-e-furqat ka andaza laga sakta nahin wo

    taghaful mein kai maujon se jo Takra raha hai

    ki jab dekha zamane mein 'ajab 'alam ye dekha

    jise dekha wo hasrat mein mara hi ja raha hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now