bu-e-gul ke muraqabe mein hun
bÅ«-e-gul ke murÄqabe meƱ huuƱ
yÄ'nÄ« pahle se maiƱ maze meƱ huuƱ
ÄsmÄƱ tak uįøaan bharnÄ« hai
ik parinde se rÄbte meƱ huuƱ
tere gun milte haiƱ sabhī mujh se
yÄ'nÄ« maiƱ tere zÄ.iche meƱ huuƱ
vo sahelī se baat kar rahī hai
maiƱ bhÄ« yÄroƱ ke mashvare meƱ huuƱ
us kÄ« ÄƱkhoƱ se niiƱd Ä”hÄ.eb hai
aur maiƱ shak ke dÄ.ere meƱ huuƱ
tere hÄthoƱ se pÄ« thÄ« chaa.e kabhÄ«
aaj tak us ke zÄ.iqe meƱ huuƱ
tum ko dekhÄ to hosh meƱ aayÄ
varna kahtÄ ki maiƱ nashe meƱ huuƱ
ḳhushk pattoñ sī zindagī merī
ik įø³hizÄƱ ke muhÄsare meƱ huuƱ
us kÄ« sÄƱsoƱ meƱ dard gahrÄ hai
jis diye ko saƱbhÄlne meƱ huuƱ
'aks merÄ talÄshne vaale
us kÄ« ÄƱkhoƱ ke aa.ine meƱ huuƱ
mujh ko hairat se dekhtī kyoƱ hai
zindagī tere falsafe meƱ huuƱ
bu-e-gul ke muraqabe mein hun
ya'ni pahle se main maze mein hun
aasman tak uDan bharni hai
ek parinde se rabte mein hun
tere gun milte hain sabhi mujh se
ya'ni main tere zaiche mein hun
wo saheli se baat kar rahi hai
main bhi yaron ke mashware mein hun
us ki aankhon se nind ghaeb hai
aur main shak ke daere mein hun
tere hathon se pi thi chae kabhi
aaj tak us ke zaiqe mein hun
tum ko dekha to hosh mein aaya
warna kahta ki main nashe mein hun
KHushk patton si zindagi meri
ek KHizan ke muhasare mein hun
us ki sanson mein dard gahra hai
jis diye ko sanbhaalne mein hun
'aks mera talashne wale
us ki aankhon ke aaine mein hun
mujh ko hairat se dekhti kyon hai
zindagi tere falsafe mein hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.