Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chand us raat bhi nikla tha magar us ka wajud

Ahmad Nadeem Qasmi

chand us raat bhi nikla tha magar us ka wajud

Ahmad Nadeem Qasmi

MORE BYAhmad Nadeem Qasmi

    Interesting Fact

    6 September 1965

    chāñd us raat bhī niklā thā magar us vajūd

    itnā ḳhūñ-rañg thā jaise kisī ma.asūm laash

    taare us raat bhī chamke the magar is Dhab se

    jaise kaT jaa.e koī jism-e-hasīñ qāsh-ba-qāsh

    itnī bechain thī us raat mahak phūloñ

    jaise maañ jis ko ho kho.e hue bachche talāsh

    peḌ chīḳh uThte the amvāj-e-havā zad meñ

    nok-e-shamshīr mānind thī jhoñkoñ talāsh

    chand us raat bhi nikla tha magar us ka wajud

    itna KHun-rang tha jaise kisi masum ki lash

    tare us raat bhi chamke the magar is Dhab se

    jaise kaT jae koi jism-e-hasin qash-ba-qash

    itni bechain thi us raat mahak phulon ki

    jaise man jis ko ho khoe hue bachche ki talash

    peD chiKH uThte the amwaj-e-hawa ki zad mein

    nok-e-shamshir ki manind thi jhonkon ki talash

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now