Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chahchahati chand chiDiyon ka basar tha peD par

Sajjad Baluch

chahchahati chand chiDiyon ka basar tha peD par

Sajjad Baluch

MORE BYSajjad Baluch

    chahchahātī chand chiḌiyoñ basar thā peḌ par

    mere ghar ik peḌ thā aur ek ghar thā peḌ par

    mausam-e-gul ne sochā hai ki us kyā banā

    tere lams-e-mehrbāñ jo asar thā peḌ par

    ab havā ke haath meñ ik tamāshā ban gayā

    zard pattā sahī maiñ mo'tabar thā peḌ par

    is liye merā parindoñ se lagāv hai bahut

    maiñ bhī to koī zamāna peshtar thā peḌ par

    is dafa to fasl-e-gul ke saath aa.iiñ āñdhiyāñ

    uḌ gayā sab jo mire ḳhvāboñ zar thā peḌ par

    chahchahati chand chiDiyon ka basar tha peD par

    mere ghar ek peD tha aur ek ghar tha peD par

    mausam-e-gul tu ne socha hai ki us ka kya bana

    tere lams-e-mehrban ka jo asar tha peD par

    ab hawa ke hath mein tu ek tamasha ban gaya

    zard sa patta sahi main mo'tabar tha peD par

    is liye mera parindon se lagaw hai bahut

    main bhi to koi zamana peshtar tha peD par

    is dafa to fasl-e-gul ke sath aain aandhiyan

    uD gaya sab jo mere KHwabon ka zar tha peD par

    Source:

    Hijrat-o-Hijr (Pg. 65)

    • Author: Sajjad Baluch
      • Edition: 2013
      • Publisher: Sang-e-Meel Publications, Lahore
      • Year of Publication: 2013
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now