Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chalun kab tak ki ghar nahin aata

Ameer Imam

chalun kab tak ki ghar nahin aata

Ameer Imam

MORE BYAmeer Imam

    chalūñ kab tak ki ghar nahīñ aatā

    mujh ko ruknā magar nahīñ aatā

    terā paiġhāmbar junūñ merā

    ab vo paiġhāmbar nahīñ aatā

    mujh meñ har samt hai ġhubār tirā

    duur tak kuchh nazar nahīñ aatā

    baat hotī hai ek lamhe

    chain kyoñ 'umr bhar nahīñ aatā

    vahī dīvār aur sar merā

    haañ vahī jis meñ dar nahīñ aatā

    aa gayā hai qarār shāyad

    mar na jaate agar nahīñ aatā

    chalun kab tak ki ghar nahin aata

    mujh ko rukna magar nahin aata

    tera paighambar junun mera

    ab wo paighambar nahin aata

    mujh mein har samt hai ghubar tera

    dur tak kuchh nazar nahin aata

    baat hoti hai ek lamhe ki

    chain kyon 'umr bhar nahin aata

    wahi diwar aur sar mera

    han wahi jis mein dar nahin aata

    aa gaya hai qarar hi shayad

    mar na jate agar nahin aata

    Source:

    Subh Bakhair Zindagi (Pg. 118)

    • Author: Ameer Imam
      • Edition: First
      • Publisher: Rekhta Publications
      • Year of Publication: 2018
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now