Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chaman ka phul agar dar-ba-dar nahin hota

Mohammad Iqbal Ahmad

chaman ka phul agar dar-ba-dar nahin hota

Mohammad Iqbal Ahmad

MORE BYMohammad Iqbal Ahmad

    chaman phuul agar dar-ba-dar nahīñ hotā

    buland martaba vo is qadar nahīñ hotā

    ye merī naav yahāñ Duub ga.ī hotī

    jo sat.h-e-āb se maiñ bā-ḳhabar nahīñ hotā

    sadā azaan kānoñ meñ jo na aatī to

    mujhe yaqīn-e-tulūa-e-sahar nahīñ hotā

    bahut ḳharāb mirā aaj safar hotā

    tumhāre jaisā agar ham-safar nahīñ hotā

    jo haath pair yahāñ mārtā nahīñ 'iqbāl'

    hamesha zer rahtā zabar nahīñ hotā

    chaman ka phul agar dar-ba-dar nahin hota

    buland martaba wo is qadar nahin hota

    ye meri naw yahan Dub hi gai hoti

    jo sath-e-ab se main ba-KHabar nahin hota

    sada azan ki kanon mein jo na aati to

    mujhe yaqin-e-tulua-e-sahar nahin hota

    bahut KHarab mera aaj ka safar hota

    tumhaare jaisa agar ham-safar nahin hota

    jo hath pair yahan marta nahin 'iqbaal'

    hamesha zer hi rahta zabar nahin hota

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now