Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chaman kya hai ye aankhen bhul jati hain gulon ki kaj-kulahi bhi

Ghulam Mustafa Faraz

chaman kya hai ye aankhen bhul jati hain gulon ki kaj-kulahi bhi

Ghulam Mustafa Faraz

MORE BYGhulam Mustafa Faraz

    chaman kyā hai ye āñkheñ bhuul jaatī haiñ guloñ kaj-kulāhī bhī

    sar-e-mizhgāñ 'ajab shai hai rag-e-sahrā be-āb-o-giyāhī bhī

    maiñ apne aap se saare mahāzoñ par jidāl-o-jang kartā huuñ

    ki apne lashkar-e-tanhā-nafar miir bhī huuñ maiñ sipāhī bhī

    hayāt-e-jāvedāñ baḳhshī hai jin sho'lagī ne mehr-e-tābāñ ko

    kise mā'lūm thā un munqasim zarroñ se aa.egī tabāhī bhī

    nahīñ aisā nahīñ hai raushnī raushnī kartī nahīñ har-sū

    diye lau ugaltī hai dhueñ shakl meñ pinhāñ siyāhī bhī

    chaman kya hai ye aankhen bhul jati hain gulon ki kaj-kulahi bhi

    sar-e-mizhgan 'ajab shai hai rag-e-sahra ki be-ab-o-giyahi bhi

    main apne aap se sare mahazon par jidal-o-jang karta hun

    ki apne lashkar-e-tanha-nafar ka mir bhi hun main sipahi bhi

    hayat-e-jawedan baKHshi hai jin ki sho'lagi ne mehr-e-taban ko

    kise ma'lum tha un munqasim zarron se aaegi tabahi bhi

    nahin aisa nahin hai raushni hi raushni karti nahin har-su

    diye ki lau ugalti hai dhuen ki shakl mein pinhan siyahi bhi

    Source:

    Inpage File Mail By Salim Saleem

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now