Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

charagh-e-subh se sham-e-watan ki baat karo

Rasa Chughtai

charagh-e-subh se sham-e-watan ki baat karo

Rasa Chughtai

MORE BYRasa Chughtai

    charāġh-e-sub.h se shām-e-vatan baat karo

    jo raah meñ hai abhī us karan baat karo

    dar-e-qafas pe jo aa.e sabā to phir pahroñ

    biThā ke sāmne gul-pairahan baat karo

    jahāñ se TuuT gayā silsila ḳhayāloñ

    vahāñ se zulf-e-shikan-dar-shikan baat karo

    charagh-e-subh se sham-e-watan ki baat karo

    jo rah mein hai abhi us karan ki baat karo

    dar-e-qafas pe jo aae saba to phir pahron

    biTha ke samne gul-pairahan ki baat karo

    jahan se TuT gaya silsila KHayalon ka

    wahan se zulf-e-shikan-dar-shikan ki baat karo

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now