Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

charaghon ko bujhana chahta hun

Zeeshan Nomani

charaghon ko bujhana chahta hun

Zeeshan Nomani

MORE BYZeeshan Nomani

    charāġhoñ ko bujhānā chāhtā huuñ

    maiñ us se duur jaanā chāhtā huuñ

    mohabbat huā ho zikr jis meñ

    ġhazal vo gungunānā chāhtā huuñ

    agar kuchh pūchhnā hai to ye pūchho

    maiñ kis se dil lagānā chāhtā huuñ

    musalsal yaad aatā hai jo mujh ko

    maiñ us ko yaad aanā chāhtā huuñ

    musāfir ko na deñ jo chhāoñ apnī

    shajar vo sab girānā chāhtā huuñ

    charaghon ko bujhana chahta hun

    main us se dur jaana chahta hun

    mohabbat ka hua ho zikr jis mein

    ghazal wo gungunana chahta hun

    agar kuchh puchhna hai to ye puchho

    main kis se dil lagana chahta hun

    musalsal yaad aata hai jo mujh ko

    main us ko yaad aana chahta hun

    musafir ko na den jo chhaon apni

    shajar wo sab girana chahta hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now