Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

charaghon ko uchhaala ja raha hai

Rahat Indori

charaghon ko uchhaala ja raha hai

Rahat Indori

MORE BYRahat Indori

    charāġhoñ ko uchhālā rahā hai

    havā par ro.ab Daalā rahā hai

    na haar apnī na apnī jiit hogī

    magar sikka uchhālā rahā hai

    vo dekho mai-kade ke rāste meñ

    koī allāh-vālā rahā hai

    the pahle ka.ī saañp āstīñ meñ

    ab ik bichchhū bhī paalā rahā hai

    mire jhūTe gilāsoñ chhakā kar

    bahaktoñ ko sambhālā rahā hai

    hamī buniyād patthar haiñ lekin

    hameñ ghar se nikālā rahā hai

    janāze par mire likh denā yaaro

    mohabbat karne vaalā rahā hai

    charaghon ko uchhaala ja raha hai

    hawa par roab Dala ja raha hai

    na haar apni na apni jit hogi

    magar sikka uchhaala ja raha hai

    wo dekho mai-kade ke raste mein

    koi allah-wala ja raha hai

    the pahle hi kai sanp aastin mein

    ab ek bichchhu bhi pala ja raha hai

    mere jhuTe gilason ki chhaka kar

    bahakton ko sambhaala ja raha hai

    hami buniyaad ka patthar hain lekin

    hamein ghar se nikala ja raha hai

    janaze par mere likh dena yaro

    mohabbat karne wala ja raha hai

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Munawwar Rana

    Munawwar Rana

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now