Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chehre jab dil ki siyahi ka pata dete hain

Mohammad Ali Mauj Rampuri

chehre jab dil ki siyahi ka pata dete hain

Mohammad Ali Mauj Rampuri

MORE BYMohammad Ali Mauj Rampuri

    chehre jab dil siyāhī patā dete haiñ

    log ā.īne muqābil se haTā dete haiñ

    hausle husn-e-ḳhudī aur baḌhā dete haiñ

    pattharo aao ki ā.īne sadā dete haiñ

    aap jis shahr ke qātil the usī shahr ke log

    jaane kyoñ aap ko jiine du'ā dete haiñ

    'mauj' afkār meñ Duube hue mere ash.ār

    kam se kam un ko to ā.īna dikhā dete haiñ

    chehre jab dil ki siyahi ka pata dete hain

    log aaine muqabil se haTa dete hain

    hausle husn-e-KHudi aur baDha dete hain

    pattharo aao ki aaine sada dete hain

    aap jis shahr ke qatil the usi shahr ke log

    jaane kyon aap ko jine ki du'a dete hain

    'mauj' afkar mein Dube hue mere ashaar

    kam se kam un ko to aaina dikha dete hain

    Source:

    Surkhuru (Pg. 51)

    • Author: Mohammad Ali Mauj Rampuri
      • Publisher: Maktaba Rubi Daryaganj New Delhi
      • Year of Publication: 1989
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now