Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

daman-e-sad-chaak ko ek bar si leta hun main

Rajendra Nath Rahbar

daman-e-sad-chaak ko ek bar si leta hun main

Rajendra Nath Rahbar

MORE BYRajendra Nath Rahbar

    dāman-e-sad-chāk ko ik baar letā huuñ maiñ

    tum agar kahte ho to kuchh roz letā huuñ maiñ

    be-sabab piinā mirī ādāt meñ shāmil nahīñ

    mast āñkhoñ ishāra ho to letā huuñ maiñ

    gesuoñ ho ghanā saaya ki shiddat dhuup

    vo mujhe jis rañg meñ rakhtā hai letā huuñ maiñ

    aate aate aa ga.e andāz jiine ke mujhe

    ab to 'rahbar' ḳhuun ke aañsū bhī letā huuñ maiñ

    daman-e-sad-chaak ko ek bar si leta hun main

    tum agar kahte ho to kuchh roz ji leta hun main

    be-sabab pina meri aadat mein shamil nahin

    mast aankhon ka ishaara ho to pi leta hun main

    gesuon ka ho ghana saya ki shiddat dhup ki

    wo mujhe jis rang mein rakhta hai ji leta hun main

    aate aate aa gae andaz jine ke mujhe

    ab to 'rahbar' KHun ke aansu bhi pi leta hun main

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now