Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dar hai mard-e-anal-haq ka watan

Sher Afzal Jafri

dar hai mard-e-anal-haq ka watan

Sher Afzal Jafri

MORE BYSher Afzal Jafri

    daar hai mard-e-anal-haq vatan

    arsh hai mard-e-ḳhudā jāgīr

    rok le abr-e-karam-gustar ko

    khīñch kar barq-e-tapāñ zanjīr

    aql panja-e-bai.at se nikal

    terā murshid tirā maulā hai zamīr

    us ke likkhe ko badal saktā hai ishq

    jis taqdīr ho patthar pe lakīr

    us ghar pūchhtī phirtī hai razā

    sher-'afzal' hai anā mast faqīr

    dar hai mard-e-anal-haq ka watan

    arsh hai mard-e-KHuda ki jagir

    rok le abr-e-karam-gustar ko

    khinch kar barq-e-tapan ki zanjir

    aql ki panja-e-baiat se nikal

    tera murshid tera maula hai zamir

    us ke likkhe ko badal sakta hai ishq

    jis ki taqdir ho patthar pe lakir

    us ka ghar puchhti phirti hai raza

    sher-'afzal' hai ana mast faqir

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 247)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now