Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dawa-e-amn karen hath mein chaqu rakkhen

Husain Ahmad Wasif

dawa-e-amn karen hath mein chaqu rakkhen

Husain Ahmad Wasif

MORE BYHusain Ahmad Wasif

    da.avā-e-amn kareñ haath meñ chāqū rakkheñ

    aur hameñ dars ki jazbāt pe qaabū rakkheñ

    itnī pahchān kaafī hai riyā-kāroñ

    ġham iz.hār kareñ aañkh meñ aañsū rakkheñ

    adl ḳhuun kareñ phir bhī ba-zo.am-e-insāf

    apne hāthoñ meñ vahī log tarāzū rakkheñ

    muflisī laakh sahī phuul se bachche phir bhī

    mere hote hue kyoñ aañkh meñ aañsū rakkheñ

    apnā lahja baḌā talḳh hai 'vāsif' sāhab

    kyā kisī sher meñ alfāz jaadū rakkheñ

    dawa-e-amn karen hath mein chaqu rakkhen

    aur hamein dars ki jazbaat pe qabu rakkhen

    itni pahchan hi kafi hai riya-karon ki

    gham ka izhaar karen aankh mein aansu rakkhen

    adl ka KHun karen phir bhi ba-zoam-e-insaf

    apne hathon mein wahi log taraazu rakkhen

    muflisi lakh sahi phul se bachche phir bhi

    mere hote hue kyon aankh mein aansu rakkhen

    apna lahja hi baDa talKH hai 'wasif' sahab

    kya kisi sher mein alfaz ka jadu rakkhen

    Source:

    Ghazlistan-e-Barar (Pg. 342)

      • Publisher: Sajid Urdu Press, Akola
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now