Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dar jo khola hai kabhi us se shanasai ka

Rashid Noor

dar jo khola hai kabhi us se shanasai ka

Rashid Noor

MORE BYRashid Noor

    dar jo kholā hai kabhī us se shanāsā.ī

    ek manzar nazar aayā mujhe tanhā.ī

    apnī āñkheñ na sajānā kisī darvāze par

    chashm-e-hairāñ ko bharosa nahīñ bīnā.ī

    zaḳhm-ārā.ī meñ sab zaḳhm purāne the magar

    zaḳhm taaza rahā us shanāsā.ī

    arsa-e-hijr se phir vasl sarshārī tak

    hausla dil ko bahut chāhiye paspā.ī

    dar jo khola hai kabhi us se shanasai ka

    ek manzar nazar aaya mujhe tanhai ka

    apni aankhen na sajaana kisi darwaze par

    chashm-e-hairan ko bharosa nahin binai ka

    zaKHm-arai mein sab zaKHm purane the magar

    zaKHm taza hi raha us ki shanasai ka

    arsa-e-hijr se phir wasl ki sarshaari tak

    hausla dil ko bahut chahiye paspai ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now