Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dard aur ranj ki rahon ka musafir nikla

V. Sudhakar Rao

dard aur ranj ki rahon ka musafir nikla

V. Sudhakar Rao

MORE BYV. Sudhakar Rao

    dard aur ranj rāhoñ musāfir niklā

    apnī kokh se rotā huā shā.ir niklā

    diin aur dharm ke jhagḌe meñ huā thā jo shahīd

    bhuuk aur pyaas maarā huā kāfir niklā

    ilm-o-dānish falak koī nahīñ koī nahīñ

    jo musavvir thā vo shahkār-e-musavvir niklā

    imtihāñ aag meñ jal kar use denā paḌā

    huā tārīḳh lanka meñ jo gum phir niklā

    dard aur ranj ki rahon ka musafir nikla

    apni hi kokh se rota hua shair nikla

    din aur dharm ke jhagDe mein hua tha jo shahid

    bhuk aur pyas ka mara hua kafir nikla

    ilm-o-danish ka falak koi nahin koi nahin

    jo musawwir tha wo shahkar-e-musawwir nikla

    imtihan aag mein jal kar use dena hi paDa

    hua tariKH ki lanka mein jo gum phir nikla

    Source:

    Apni Hi Kokh Se (Pg. 42)

    • Author: V. Sudhakar Rao
      • Publisher: Isteara Publications, New Delhi
      • Year of Publication: 2004
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now