Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dard us ka ubhar raha hoga

Yaqoob Rahi

dard us ka ubhar raha hoga

Yaqoob Rahi

MORE BYYaqoob Rahi

    dard us ubhar rahā hogā

    saarā nashsha utar rahā hogā

    band āñkhoñ sard jhīloñ meñ

    aks us sañvar rahā hogā

    raat se sulh ho rahī hogī

    us ehsās mar rahā hogā

    dard us ka ubhar raha hoga

    sara nashsha utar raha hoga

    band aankhon ki sard jhilon mein

    aks us ka sanwar raha hoga

    raat se sulh ho rahi hogi

    us ka ehsas mar raha hoga

    Source:

    Lamha Lamha Jaagi Raat (Pg. 104)

    • Author: Yaqoob Rahi
      • Edition: Yaqoob Rahi
      • Publisher: Maktba Izhar, Mumbai
      • Year of Publication: 1985
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now