Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dasht-e-wahshat mein hamara ab hua hai bud-o-bash

Lutfunnisa Imtiyaz

dasht-e-wahshat mein hamara ab hua hai bud-o-bash

Lutfunnisa Imtiyaz

MORE BYLutfunnisa Imtiyaz

    dasht-e-vahshat meñ hamārā ab huā hai būd-o-bāsh

    sar phirāne ko abas sayyād kartā hai talāsh

    sarzanish aalam aur sañg-e-jafā tere se aah

    shāyad ab mīnā-e-dil hotā hai zālim paash paash

    ye abhī pal meñ tujhe barbād kar deñ mohtasib

    dekh nāhaq mai-kashoñ ke bhed ko kartā hai faash

    yuuñ dimāġh ab kis yaarī de jo shāyad kījiye

    paas mun.im ke baiThe jo kabhī bahr-e-ma.āsh

    sher kahne salīqa kuchh nahīñ hai 'imtiyāz'

    hai magar itnā ki ye rakhtā hai Tuk ġham tarāsh

    dasht-e-wahshat mein hamara ab hua hai bud-o-bash

    sar phirane ko abas sayyaad karta hai talash

    sarzanish aalam ki aur sang-e-jafa tere se aah

    shayad ab mina-e-dil hota hai zalim pash pash

    ye abhi pal mein tujhe barbaad kar den mohtasib

    dekh nahaq mai-kashon ke bhed ko karta hai fash

    yun dimagh ab kis ka yari de jo shayad kijiye

    pas ja munim ke baiThe jo kabhi bahr-e-maash

    sher kahne ka saliqa kuchh nahin hai 'imtiyaz'

    hai magar itna ki ye rakhta hai Tuk gham ka tarash

    RECITATIONS

    Azra Naqvi

    Azra Naqvi,

    Azra Naqvi

    Dasht e wehshat mein hamara Azra Naqvi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now