Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dekh be-baada kya hai apna rang

Khwaja Mohammad Wazir

dekh be-baada kya hai apna rang

Khwaja Mohammad Wazir

MORE BYKhwaja Mohammad Wazir

    dekh be-bāda kyā hai apnā rañg

    rahm ai āsmān-e-mīnā-rang

    zor dikhlā rahā hai kyā kyā rañg

    vaah ai jahān-e-rañgā-rañg

    ho ga.ī sinf se subuk aisī

    le uḌā ham ko bhī hamārā rañg

    dekh be-baada kya hai apna rang

    rahm ai aasman-e-mina-rang

    zor dikhla raha hai kya kya rang

    wah wa ai jahan-e-ranga-rang

    ho gai sinf se subuk aisi

    le uDa hum ko bhi hamara rang

    Source:

    Daftar-e-Fasahat (Pg. ebook-121 page-105)

    • Author: Khwaja Mohammad Wazir
      • Edition: 1847
      • Publisher: Matba Mustafai, Lucknow
      • Year of Publication: 1847
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now