Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dekh buniyaad rab ki aadam hai

Shaikh Zahuruddin Hatim

dekh buniyaad rab ki aadam hai

Shaikh Zahuruddin Hatim

MORE BYShaikh Zahuruddin Hatim

    dekh buniyād rab aadam hai

    jaan legā agar mahram hai

    sab sifat uus dekh le un meñ

    kah banda ḳhudā se kyā kam hai

    har nafas kyuuñ kaheñ haiñ sāhib-e-dam

    ki jahāñ biich umr-e-do-dam hai

    paas hai aur nazar nahīñ aatā

    mere vahshī meñ is qadar ram hai

    tere bande haiñ sab vale sab meñ

    banda-e-kamtarīn 'hātam' hai

    dekh buniyaad rab ki aadam hai

    jaan lega agar tu mahram hai

    sab sifat us ki dekh le un mein

    kah tu banda KHuda se kya kam hai

    har nafas kyun kahen hain sahib-e-dam

    ki jahan bich umr-e-do-dam hai

    pas hai aur nazar nahin aata

    mere wahshi mein is qadar ram hai

    tere bande hain sab wale sab mein

    banda-e-kamtarin 'hatam' hai

    Source:

    Diwan-e-Zadah (Pg. 286)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now