Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dhan dund gar gire to kaho kis sun bolna

Qazi Mahmud Behri

dhan dund gar gire to kaho kis sun bolna

Qazi Mahmud Behri

MORE BYQazi Mahmud Behri

    dhan dund gar gire to kaho kis suuñ bolnā

    niiñ dostī dhare to kaho kis suuñ bolnā

    piitā hai mil sharāb raqībāñ suuñ raat din

    gar mohtasib dhare to kaho kis suuñ bolnā

    yak do ghaḌī jo kuub kiyā kuchh ajab nahīñ

    sab umr yuuñ sirī to kaho kis suuñ bolnā

    hai shukr sau hazār jo chaksoñ chaliyā hai niir

    lahū lagī jhaḌī to kaho kis suuñ bolnā

    is ishq dukāñ meñ bahrī apas ke duukh

    insāf suuñ hare to kaho kis suuñ bolnā

    dhan dund gar gire to kaho kis sun bolna

    nin dosti dhare to kaho kis sun bolna

    pita hai mil sharab raqiban sun raat din

    gar mohtasib dhare to kaho kis sun bolna

    yak do ghaDi jo kub kiya kuchh ajab nahin

    sab umr yun siri to kaho kis sun bolna

    hai shukr sau hazar jo chakson chaliya hai nir

    lahu ki lagi jhaDi to kaho kis sun bolna

    is ishq ki dukan mein bahri apas ke dukh

    insaf sun hare to kaho kis sun bolna

    Source:

    Kulliyat-e-Behri (Pg. e-133 p-126)

    • Author: Qazi Mahmud Behri
      • Edition: 1939
      • Publisher: Munshi Nawal Kishor, Lucknow
      • Year of Publication: 1939
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now