Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dhoka hai numaish hai tamasha hai guzar ja

Moid Rasheedi

dhoka hai numaish hai tamasha hai guzar ja

Moid Rasheedi

MORE BYMoid Rasheedi

    dhokā hai numā.ish hai tamāshā hai guzar

    ye raunaq-e-bāzār ye duniyā hai guzar

    Thahre hue paanī muqaddar nahīñ hotā

    bahte hue paanī taqāzā hai guzar

    ehsās-e-fanā tirī hastī safar hai

    ehsās-e-fanā tirā rasta hai guzar

    maujoñ se guzar dīda-e-tar ḳhuub safar kar

    to miil patthar nahīñ dariyā hai guzar

    mahsūs jo hotā hai vahī terā jahāñ hai

    jo kuchh nazar aatā hai vo saaya hai guzar

    dhoka hai numaish hai tamasha hai guzar ja

    ye raunaq-e-bazar ye duniya hai guzar ja

    Thahre hue pani ka muqaddar nahin hota

    bahte hue pani ka taqaza hai guzar ja

    ehsas-e-fana hi teri hasti ka safar hai

    ehsas-e-fana hi tera rasta hai guzar ja

    maujon se guzar dida-e-tar KHub safar kar

    to mil ka patthar nahin dariya hai guzar ja

    mahsus jo hota hai wahi tera jahan hai

    jo kuchh nazar aata hai wo saya hai guzar ja

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now