Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dhuan shorish rawani be-yaqini

Khalid Karrar

dhuan shorish rawani be-yaqini

Khalid Karrar

MORE BYKhalid Karrar

    dhuāñ shorish ravānī be-yaqīnī

    havā raftār paanī be-yaqīnī

    ḳhalā insān vahshat ḳhaak hijrat

    makāñ raste nishānī be-yaqīnī

    azal bābīl raavī ḳhuun aadam

    abad qābīl saanī be-yaqīnī

    azal ḳhālī ḳhalā anjām āḳhir

    abad ābād faanī be-yaqīnī

    badan āġhosh rasta kaam gandum

    davā bachche javānī be-yaqīnī

    fazā raushan añdherā jashn galiyāñ

    ḳhushī mātam kahānī be-yaqīnī

    masājid shañkh mābad but kalīse

    yaqīñ sar bhiiḌ paanī be-yaqīnī

    dhuan shorish rawani be-yaqini

    hawa raftar pani be-yaqini

    KHala insan wahshat KHak hijrat

    makan raste nishani be-yaqini

    azal babil rawi KHun aadam

    abad qabil sani be-yaqini

    azal KHali KHala anjam aaKHir

    abad aabaad fani be-yaqini

    badan aaghosh rasta kaam gandum

    dawa bachche jawani be-yaqini

    faza raushan andhera jashn galiyan

    KHushi matam kahani be-yaqini

    masajid shankh mabad but kalise

    yaqin sar bhiD pani be-yaqini

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now