Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dhund hai ya dhuan samajhta hun

Ain Irfan

dhund hai ya dhuan samajhta hun

Ain Irfan

MORE BYAin Irfan

    dhuñd hai dhuāñ samajhtā huuñ

    vus.at-e-āsmāñ samajhtā huuñ

    ishq lazzatoñ se huuñ vāqif

    dard-o-āh-o-fuġhāñ samajhtā huuñ

    ġharq hote jahāz dekhe haiñ

    sail-e-vaqt-e-ravāñ samajhtā huuñ

    guftugū kartā huuñ daraḳhtoñ se

    panchhiyoñ zabāñ samajhtā huuñ

    vo kamāl-e-shu.ūr-e-pāya hai

    an-kahī dāstāñ samajhtā huuñ

    dhund hai ya dhuan samajhta hun

    wusat-e-asman samajhta hun

    ishq ki lazzaton se hun waqif

    dard-o-ah-o-fughan samajhta hun

    gharq hote jahaz dekhe hain

    sail-e-waqt-e-rawan samajhta hun

    guftugu karta hun daraKHton se

    panchhiyon ki zaban samajhta hun

    wo kamal-e-shuur-e-paya hai

    an-kahi dastan samajhta hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now