Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dhup ka bojh bhala maine uThaya kab tha

Aabid Jafri

dhup ka bojh bhala maine uThaya kab tha

Aabid Jafri

MORE BYAabid Jafri

    dhuup bojh bhalā maiñ ne uThāyā kab thā

    maiñ to tanhā thā mirī zaat saayā kab thā

    itne mānūs hue ġham se ki ab yaad nahīñ

    vaqt ne dard ambār lagāyā kab thā

    shaam utrī mire chehre pe to sochā maiñ ne

    din mirī ziist ke āñgan meñ samāyā kab thā

    dard baḌhtā hai to zaḳhmoñ se maiñ kartā huuñ savāl

    sang maiñ ne kisī vahshī pe uThāyā kab thā

    ab bhī hai sub.h mirī aañkh meñ zaḳhmī zaḳhmī

    kaun kahtā hai ki maiñ shab satāyā kab thā

    dhup ka bojh bhala main ne uThaya kab tha

    main to tanha tha meri zat ka saya kab tha

    itne manus hue gham se ki ab yaad nahin

    waqt ne dard ka ambar lagaya kab tha

    sham utri mere chehre pe to socha main ne

    din meri zist ke aangan mein samaya kab tha

    dard baDhta hai to zaKHmon se main karta hun sawal

    sang main ne kisi wahshi pe uThaya kab tha

    ab bhi hai subh meri aankh mein zaKHmi zaKHmi

    kaun kahta hai ki main shab ka sataya kab tha

    Source:

    Sapne Jagti Aankhon Ke (Pg. 43)

    • Author: Aabid Jafri
      • Publisher: Institute of Third World Arts & Literature, Britannia
      • Year of Publication: 1990
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now