Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ba-az-kaba hai yaran jubba-sai chahiye

Gulam Yahya Huzur Azimabadi

dil ba-az-kaba hai yaran jubba-sai chahiye

Gulam Yahya Huzur Azimabadi

MORE BYGulam Yahya Huzur Azimabadi

    dil ba-az-kāba hai yārāñ jubba-sā.ī chāhiye

    hai ḳhudā ghar yahī lekin safā.ī chāhiye

    dād-e-haq dekhā to mutlaq niiñ hai muhtāj-e-savāl

    hai vahāñ baḳhshish baḳhshish be-navā.ī chāhiye

    yaar nā-mehrbānī par na kiije kuchh ḳhayāl

    jo haiñ mahbūb un ke ta.iiñ be-e'tinā.ī chāhiye

    apne ghar meñ ḳhudā.ī hai jo koī samjhe 'huzūr'

    haañ magar qaid-e-ḳhudī se Tuk rihā.ī chāhiye

    dil ba-az-kaba hai yaran jubba-sai chahiye

    hai KHuda ka ghar yahi lekin safai chahiye

    dad-e-haq dekha to mutlaq nin hai muhtaj-e-sawal

    hai wahan baKHshish hi baKHshish be-nawai chahiye

    yar ki na-mehrbani par na kije kuchh KHayal

    jo hain mahbub un ke tain be-e'tinai chahiye

    apne hi ghar mein KHudai hai jo koi samjhe 'huzur'

    han magar qaid-e-KHudi se Tuk rihai chahiye

    Source:

    Dewan-e-Huzoor (E-Book) (Pg. B-113 E-112)

    • Author: Gulam Yahya Huzur Azimabadi
      • Edition: 1977
      • Publisher: Liberty Art Press, Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now