Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil-ba-dil aaina hai dair o haram

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

dil-ba-dil aaina hai dair o haram

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

MORE BYPandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

    dil-ba-dil ā.īna hai dair o haram

    haq jo pūchho ek dar hai do taraf

    ḳhvāh ka.aba ḳhvāh but-ḳhāna ko

    dasht-e-dil rahguzar hai do taraf

    kufr o īmāñ donoñ jānib sune

    is liye gosh-e-bashar hai do taraf

    raḳhna-andāzoñ kab chhuptī hai aañkh

    chashm-e-rauzan nazar hai do taraf

    baaġh ho dasht ho qismat 'nasīm'

    coach apne ḳhabar hai do taraf

    dil-ba-dil aaina hai dair o haram

    haq jo puchho ek dar hai do taraf

    KHwah kaba KHwah but-KHana ko ja

    dasht-e-dil ka rahguzar hai do taraf

    kufr o iman donon jaanib ki sune

    is liye gosh-e-bashar hai do taraf

    raKHna-andazon ki kab chhupti hai aankh

    chashm-e-rauzan ki nazar hai do taraf

    bagh ho ya dasht ho qismat 'nasim'

    coach ki apne KHabar hai do taraf

    Source:

    Mubahish Gulzar-e-Naseem (Pg. 462)

    • Author: Mohammad Shafi Shirazi
      • Edition: 1913
      • Publisher: Munshi Nawal Kishor, Lucknow
      • Year of Publication: 1913
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now