Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil hai na nishan be-dili ka

Akbar Husain Mohani Ibrat

dil hai na nishan be-dili ka

Akbar Husain Mohani Ibrat

MORE BYAkbar Husain Mohani Ibrat

    dil hai na nishān be-dilī

    kyā vaqt paḌā hai be-kasī

    dekhā kiye rāsta kisī

    thā shaġhl ye apnī zindagī

    parvā-e-karam na shikva-e-ġham

    allāh re dimāġh be-dilī

    maiñ aur ye be-niyāzī-e-shauq

    ehsān hai josh-e-be-ḳhudī

    marnā marne aarzū meñ

    hāsil hai ye apnī zindagī

    aañsū bhar aa.e dil bhar aayā

    gar naam bhī sun liyā ḳhushī

    āḳhir 'ibrat' ne jaan de

    kuchh paas kiyā na be-kasī

    dil hai na nishan be-dili ka

    kya waqt paDa hai be-kasi ka

    dekha kiye rasta kisi ka

    tha shaghl ye apni zindagi ka

    parwa-e-karam na shikwa-e-gham

    allah re dimagh be-dili ka

    main aur ye be-niyazi-e-shauq

    ehsan hai josh-e-be-KHudi ka

    marna marne ki aarzu mein

    hasil hai ye apni zindagi ka

    aansu bhar aae dil bhar aaya

    gar nam bhi sun liya KHushi ka

    aaKHir 'ibrat' ne jaan de di

    kuchh pas kiya na be-kasi ka

    Source:

    Noquush (Pg. B-412 E422)

      • Edition: May June 1954
      • Publisher: Nuqoosh Press Lahore
      • Year of Publication: May June 1954
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now