Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ho gaya phaphula pyare tamam jal ke

Mir Sajjad

dil ho gaya phaphula pyare tamam jal ke

Mir Sajjad

MORE BYMir Sajjad

    dil ho gayā phaphūlā pyāre tamām jal ke

    kyā tujh nihāl se hoñ ummīd-vār phal ke

    tanhā na dil mire ne zulfoñ se taab khāyā

    gulshan ke biij sumbul khātā hai taab bal ke

    aise tire jhamakte dāñtoñ ko dekh pyāre

    paanī ho jaa.e motī maare na kyuuñ ki jhalke

    kyā jāntā thā mujh ko rusvā kareñge sab meñ

    ye tifl-e-ashk mere āñkhoñ ke biich pal ke

    dil ho gaya phaphula pyare tamam jal ke

    kya tujh nihaal se hon ummid-war phal ke

    tanha na dil mere ne zulfon se tab khaya

    gulshan ke bij sumbul khata hai tab bal ke

    aise tere jhamakte danton ko dekh pyare

    pani ho jae moti mare na kyun ki jhalke

    kya jaanta tha mujh ko ruswa karenge sab mein

    ye tifl-e-ashk mere aankhon ke bich pal ke

    Source:

    Noquush (Pg. B-404 E414)

      • Edition: May June 1954
      • Publisher: Nuqoosh Press Lahore
      • Year of Publication: May June 1954
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now