Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ka chhaala phuTa hota

Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi

dil ka chhaala phuTa hota

Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi

MORE BYMirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi

    dil chhālā phūTā hotā

    kaash ye taarā TuuTā hotā

    shīsha-e-dil ko yuuñ na uThāo

    dekho haath se chhūTā hotā

    chashm-e-haqīqat-bīñ ik hotī

    baaġh buuTā buuTā hotā

    ḳhair huī ai jumbish-e-mizhgāñ

    zaḳhm Tāñkā TuuTā hotā

    aaj 'azīz' us shoḳh-nazar ne

    ḳhāna-e-dil ko luuTā hotā

    dil ka chhaala phuTa hota

    kash ye tara TuTa hota

    shisha-e-dil ko yun na uThao

    dekho hath se chhuTa hota

    chashm-e-haqiqat-bin ek hoti

    bagh ka buTa buTa hota

    KHair hui ai jumbish-e-mizhgan

    zaKHm ka Tanka TuTa hota

    aaj 'aziz' us shoKH-nazar ne

    KHana-e-dil ko luTa hota

    Source:

    Gulkadah(Majmua-e-Ghazliyat) (Pg. e-70 p-42)

    • Author: Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
      • Edition: 1936
      • Publisher: Siddique Book Depot, Lucknow
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now