Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ka jab afsana likh

Badr Jamali

dil ka jab afsana likh

Badr Jamali

MORE BYBadr Jamali

    dil jab afsāna likh

    ġham ko sāhab-e-ḳhāna likh

    begāne ko apnā kah

    apne ko begāna likh

    rāz-e-gudāz-e-sham.a batā

    soz-e-dil-e-parvāna likh

    jis meñ nahīñ hai ġham un

    us dil ko vīrāna likh

    kaT jā.egī hijr shab

    hāl-e-dil-e-dīvāna likh

    gāloñ ko likh jalva-e-gul

    āñkhoñ ko mai-ḳhāna likh

    badar-'jamālī' saudā.ī hai

    is ko dīvāna likh

    dil ka jab afsana likh

    gham ko sahab-e-KHana likh

    begane ko apna kah

    apne ko begana likh

    raaz-e-gudaz-e-shama bata

    soz-e-dil-e-parwana likh

    jis mein nahin hai gham un ka

    us dil ko virana likh

    kaT jaegi hijr ki shab

    haal-e-dil-e-diwana likh

    galon ko likh jalwa-e-gul

    aankhon ko mai-KHana likh

    badar-'jamali' saudai hai

    tu is ko diwana likh

    Source:

    Jamaliyat (Pg. 109)

    • Author: Badr Jamali
      • Publisher: Graphics Inter national, Madras
      • Year of Publication: 1990
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now