Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ke bahlane ka saman na samjha jae

Rehana Roohi

dil ke bahlane ka saman na samjha jae

Rehana Roohi

MORE BYRehana Roohi

    dil ke bahlāne sāmān na samjhā jaa.e

    mujh ko ab itnā bhī āsān na samjhā jaa.e

    maiñ bhī duniyā tarah jiine haq māñgtī huuñ

    is ko ġhaddārī elaan na samjhā jaa.e

    ab to beTe bhī chale jaate haiñ ho kar ruḳhsat

    sirf beTī ko mehmān na samjhā jaa.e

    merī pahchān ko kaafī hai agar merī shanāḳht

    mujh ko phir kyuuñ mirī pahchān na samjhā jaa.e

    maiñ ne ye kab kahā 'rūhī' ki mire jīvan meñ

    mere sā.īñ ko mirī jaan na samjhā jaa.e

    dil ke bahlane ka saman na samjha jae

    mujh ko ab itna bhi aasan na samjha jae

    main bhi duniya ki tarah jine ka haq mangti hun

    is ko ghaddari ka elan na samjha jae

    ab to beTe bhi chale jate hain ho kar ruKHsat

    sirf beTi ko hi mehman na samjha jae

    meri pahchan ko kafi hai agar meri shanaKHt

    mujh ko phir kyun meri pahchan na samjha jae

    main ne ye kab kaha 'ruhi' ki mere jiwan mein

    mere sain ko meri jaan na samjha jae

    RECITATIONS

    Azra Naqvi

    Azra Naqvi,

    Azra Naqvi

    Dil ke behlane ka saman na smjha jaye Azra Naqvi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now