Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ko koi aazar to hota

Taj Bhopali

dil ko koi aazar to hota

Taj Bhopali

MORE BYTaj Bhopali

    dil ko koī āzār to hotā

    apnā koī ġham-ḳhvār to hotā

    sahrā bhī kar lete gavārā

    zikr-e-dar-o-dīvār to hotā

    sāya-e-zulf-e-yār nahīñ thā

    sāya-e-yād-e-yār to hotā

    āñkhoñ se kuchh ḳhuun bahtā

    vo dāman gul-kār to hotā

    laakh tulū-e-mehr the lekin

    koī shab-bedār to hotā

    dil ko koi aazar to hota

    apna koi gham-KHwar to hota

    sahra bhi kar lete gawara

    zikr-e-dar-o-diwar to hota

    saya-e-zulf-e-yar nahin tha

    saya-e-yaad-e-yar to hota

    aankhon se kuchh KHun hi bahta

    wo daman gul-kar to hota

    lakh tulu-e-mehr the lekin

    koi shab-bedar to hota

    Source:

    Kheema-e-Gul (Pg. 44)

    • Author: Mohammad Ali Taj
      • Publisher: Maktaba-e-Afkar, Bhopal
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now