Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ko phir eatibar sa hai kuchh

Payam Fatehpuri

dil ko phir eatibar sa hai kuchh

Payam Fatehpuri

MORE BYPayam Fatehpuri

    dil ko phir e.atibār hai kuchh

    phir tirā intizār hai kuchh

    sargirāñ sargirāñ miltā hai

    dil meñ us ke ġhubār hai kuchh

    ab karam bhī nahīñ qubūl us

    dil ġhairat ko aar hai kuchh

    kyā ḳhabar mujh ko be-ḳhudī kyā hai

    pahroñ pahroñ ḳhumār hai kuchh

    kal thī begānagī har ik se

    aaj har ik se pyaar hai kuchh

    kyā ḳhabar mujh ko zindagī 'payām'

    zindagī ḳhumār hai kuchh

    dil ko phir eatibar sa hai kuchh

    phir tera intizar sa hai kuchh

    sargiran sargiran sa milta hai

    dil mein us ke ghubar sa hai kuchh

    ab karam bhi nahin qubul us ka

    dil ki ghairat ko aar sa hai kuchh

    kya KHabar mujh ko be-KHudi kya hai

    pahron pahron KHumar sa hai kuchh

    kal thi beganagi si har ek se

    aaj har ek se pyar sa hai kuchh

    kya KHabar mujh ko zindagi ki 'payam'

    zindagi ka KHumar sa hai kuchh

    Source:

    Abru Bad (Pg. 93)

    • Author: Payam Fatehpuri
      • Publisher: Razzaaqii press, Kanpur
      • Year of Publication: 1973
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now