Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil kya kisi ki baat se andar se kaT gaya

Arif Ansari

dil kya kisi ki baat se andar se kaT gaya

Arif Ansari

MORE BYArif Ansari

    dil kyā kisī baat se andar se kaT gayā

    titlī rābta kyuuñ gul-e-tar se kaT gayā

    do-chār gaam safar rah gayā thā bas

    is vaqt merā qāfila rahbar se kaT gayā

    mausam ke sard-o-garm jal par asar na thā

    vo sañg-dil bhī sher-e-suḳhnavar se kaT gayā

    saf meñ muḳhālifoñ maiñ samjhā thā ġhair haiñ

    dekhā jo apne logoñ ko andar se kaT gayā

    ḳhairāt ḳhuub kartā hai jab log saath hoñ

    tanhā hai vo abhī to gadāgar se kaT gayā

    jab tak uruuj thā to zamāne meñ dhuum thī

    juuñ zavāl aayā vo manzar se kaT gayā

    dil kya kisi ki baat se andar se kaT gaya

    titli ka rabta kyun gul-e-tar se kaT gaya

    do-chaar gam ka hi safar rah gaya tha bas

    is waqt mera qafila rahbar se kaT gaya

    mausam ke sard-o-garm ka jal par asar na tha

    wo sang-dil bhi sher-e-suKHnawar se kaT gaya

    saf mein muKHalifon ki main samjha tha ghair hain

    dekha jo apne logon ko andar se kaT gaya

    KHairaat KHub karta hai jab log sath hon

    tanha hai wo abhi to gadagar se kaT gaya

    jab tak uruj tha to zamane mein dhum thi

    jun hi zawal aaya wo manzar se kaT gaya

    Source:

    Khushboo Ke Ta'aqub main (Pg. 51)

    • Author: Dr. Arif Ansari
      • Edition: 2015
      • Publisher: Faazli Urdu Society,Burhanpur
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now