Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil mein jab kabhi teri yaad so gai hogi

Yusuf Taqi

dil mein jab kabhi teri yaad so gai hogi

Yusuf Taqi

MORE BYYusuf Taqi

    dil meñ jab kabhī terī yaad so ga.ī hogī

    chāñd bujh gayā hogā raat ro paḌī hogī

    kyā ḳhabar ki aise meñ tum ne kyā kiyā hogā

    mujh se tark-e-ulfat baat jab chalī hogī

    be-qarār duniyā meñ tere lauT aane tak

    jāgtī tamannā bhī thak ke so chukī hogī

    kaun aise qissoñ iḳhtitām chāhegā

    jin meñ terī zulfoñ baat aa ga.ī hogī

    aap kyuuñ pareshāñ haiñ aap to nahīñ ro.e

    aap nigāhoñ meñ merī bebasī hogī

    dil mein jab kabhi teri yaad so gai hogi

    chand bujh gaya hoga raat ro paDi hogi

    kya KHabar ki aise mein tum ne kya kiya hoga

    mujh se tark-e-ulfat ki baat jab chali hogi

    be-qarar duniya mein tere lauT aane tak

    jagti tamanna bhi thak ke so chuki hogi

    kaun aise qisson ka iKHtitam chahega

    jin mein teri zulfon ki baat aa gai hogi

    aap kyun pareshan hain aap to nahin roe

    aap ki nigahon mein meri bebasi hogi

    Source:

    Khushk Tahni Zard Pattay (Pg. 33)

    • Author: Yousuf Taqi
      • Edition: 2003
      • Publisher: Yousuf Taqi
      • Year of Publication: 2003
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now