Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil mein tumhaari yaad ki aahaT utar gai

Sahil Manakpuri

dil mein tumhaari yaad ki aahaT utar gai

Sahil Manakpuri

MORE BYSahil Manakpuri

    dil meñ tumhārī yaad aahaT utar ga.ī

    tanhā.ī kāñptī huī mujh meñ bikhar ga.ī

    ham apne ghar haal batā.eñ to kis tarah

    dīvār-o-dar aab to saarī utar ga.ī

    zulmat mere chār-sū dīvār thī khaḌī

    sūraj dhuup aa.ī idhar aur udhar ga.ī

    bikhrī thī har taraf mire mahtāb kiran

    tanhā thā is liye mirī vahshat bhī Dar ga.ī

    har samt ik sukūt dariyā thā maujzan

    sāhil pe aa ke mauj bhī andar utar ga.ī

    dil mein tumhaari yaad ki aahaT utar gai

    tanhai kanpti hui mujh mein bikhar gai

    hum apne ghar ka haal bataen to kis tarah

    diwar-o-dar ki aab to sari utar gai

    zulmat ki mere chaar-su diwar thi khaDi

    suraj ki dhup aai idhar aur udhar gai

    bikhri thi har taraf mere mahtab ki kiran

    tanha tha is liye meri wahshat bhi Dar gai

    har samt ek sukut ka dariya tha maujzan

    sahil pe aa ke mauj bhi andar utar gai

    Source:

    Shash-e-Jihat (Pg. 19)

    • Author: Sahil Manakpuri
      • Publisher: National Art Press, Allahabad
      • Year of Publication: 1973
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now